Pay point India Kya Hai ?
Paypoint India kya - kya Services deti hai ?
Es Sarvice se aap apne area me Mini Bank khol sakte hai jaha pe kisi bhi bank ke khate se aap Grahak ko Adhar ke dwara khate se paise nikal ke de sakte hai .
2. DMT( Domestic Money Transfer)
Es Service Se aap apne Grahak ke Kisi bhi Bank ke khate me or kisi bhi sahar ke bank khate me paisa daal sakte hai.
3. BBPS(Bharat Bill Payment System)
Es Service se aap Apne Grahak ko Kisi bhi prakar ka Bill Paymet kar sakte hai jaise ki aapke pas koi Grahak aake bolta hai ki mujhe Electric Bill ya Post Paid Mobile Recharge or Prepaid Mobile Recharge karne hai to es sarvice se aap apne grahak ko aasani ye sari kam kar ke de sakte hai.
4. Mini ATM
Es Service se aap Grahak ko Debit Card dwara unke khate se paisa nikal ke de sakte hai.
5. State Bank of India Kiosk Banking
Ab aapko Paypoint india se aap apne area me SBI ka Mini Branch Khol Sakte hai.
6. Bank Of Baroda Kiosk Banking
Aapko Paypont india BOB ka Mini branch bhi Offer karti hai .
7. Union Bank Of India Kiosk Banking
Aapko Jald hi eske Portal Pe UBI ka Mini Branch ka Bhi offer Dikhane Lagega.
8. IRCTC
Aap Esame do prakar ki Sarvice le sakte hai ek Dongal besd or Dusara OTP Besd asani se mil jata hai.
0 Comments